Chale jayenge tujhe tere haal par chhodkar, Kadar kya hoti hai tujhe waqt sikha dega

Chale jayenge tujhe tere haal par chhodkar,
Kadar kya hoti hai tujhe waqt sikha dega..

Bura hamesha wahi banta hai,
Jo achha banke toot chuka hota hai..

Zaruri nahi ki har samay labon par khuda ka naam aaye,
Wo lamha bhi ibadat ka hota hai jab insaan kisi ke kaam aaye

Comments

Popular posts from this blog

Two Lines Poetry in Urdu With Images

Allama Iqbal Great Poetry in Urdu With Pics