Ghabra ke shahar chodd gaya kis kaam ka Buzdil, Banta tha maseeha bas naam ka Buzdil

Ghabra ke shahar chodd gaya kis kaam ka Buzdil,
Banta tha maseeha bas naam ka Buzdil..

Ab usko Yaad bhi Karta hun pooch Kar us se,
Ye Naubat aagayi hai Shartain Kabool karte hue..

Ishq-o-Mohabbat se bhari gazal usse pasand nahi,
Bewafai ke har sher par woh daad diya karte hai

Comments

Popular posts from this blog

Two Lines Poetry in Urdu With Images

Allama Iqbal Great Poetry in Urdu With Pics