Karo phir se koi wada, kabhi na phir bichhadne ka Tumhein kya faraq padta hai chalo phir se mukar jana

Karo phir se koi wada, kabhi na phir bichhadne ka
Tumhein kya faraq padta hai chalo phir se mukar jana..

Meri khamoshi tumhein rulayegi
Zara yeh waqat beet jane do..

Auron se to umeed ka rishta bhi nahi tha
Tum itne badal jaoge socha bi nai tha

Comments

Popular posts from this blog

Two Lines Poetry in Urdu With Images

Allama Iqbal Great Poetry in Urdu With Pics