Main khas to nahi magar barish ke un katron ki tarah anmol hun

Main khas to nahi magar barish ke un katron ki tarah anmol hun
Jo agar ek baar mitti mein sama jaye to phir kabhi mila nahi karte.

Zindagi to zindagi bus yunhi guzar jayegi
Lekin ehsaas marne se pahle kuch keh diya Karo.

Shikwe gilon ko chhod ke pehlu mein aa ke baith
Aa phir naye sire se mohabbat shuru karein

Comments

Popular posts from this blog

Two Lines Poetry in Urdu With Images

Allama Iqbal Great Poetry in Urdu With Pics