Mujhse mat puch ki kyun aankhein jhuka li maine, Teri tasveer thi in aankhon mein woh tujhi se chhupa li maine

Mujhse mat puch ki kyun aankhein jhuka li maine,
Teri tasveer thi in aankhon mein woh tujhi se chhupa li maine..

2. Mat pucho mujhse ki main alfaz kaha se lati hun,
Yeh to uski yaadon ka dariya hai jise bahaye jati hun..

3. Kitni Masoom Si Duniya Hai Meri,
Ek Main Hoon Aur Ek Mohabbat Teri..

Comments

Popular posts from this blog

Best of Saraiki Shakir Shuja Abadi Poetry Collection