Posts

Showing posts from January, 2018

Hazar dukh mujhe dena magar khayal rahe

Image
Hazar dukh mujhe dena magar khayal rahe Mere Khudaya mera hausla bahal rahe Aana ki jang mein hum jeet to gaye lekin Phir us ke bad bari dair tak nidhal rahe

Dard mai akaily hai

Image
Zindagi ki haqeeqat ko bas itna hi jana hai, . Dard mai akaily hai aur khushiyo mai zamana hai..

Time Pass Poetry

Image
koi kise ka nahe hota, . Log pyaar kam, . . . Or time Pass zyada karty hai

Dil dharakta Zaroor hoga

Image
Lakh nafrat sahi os ko, . Mairy zaat sy magar, . Mairy naam py os ka Dil, . Dharakta zaroor hoga..

Tujhy bhoolnai kai haq mai thaa

Image
Dil ny mani nahe maire warna, . Main Tujhy bhoolnai kai haq mai thaa..

Maira Dard maira hi Dard thaa

Image
Maira Dard�. Maira hi dard thaa�., . . Bohut dard hua�.. Yai jaan kar

Allama Iqbal Poetry

Image
Os qum ko shamshair ki hajat nahe raihte, . Ho jis kai jawaano ki khudi soorat-e-Folaad

Kise or ka honai

Image
Haan mujhy rasm-e-Muhabbat ka saleeqa hi nahe ata, . Ja kise or ka honai ki Ijazat hai tujhy..

Tum bhi nahe

Image
Bai dili es qadar hai kai aaj mujhy kuch nahe chaheyai, . Tum bhi nahe��

Hum jisy pyar karty hai

Image
Wo maira hoga to lot ayai ga aik din mairy paas, . Hum jisy pyaar karty hain osy Qaid nahe karty..

Dard kai siwa

Image
Ghazab kai hamdard ho tum, . Dard kai siwa kuch nahe dytain..

Qurat-ul-Ain Balouch

Image
Adaawatain the taghaful thaa, . Ranjishain the magar, . Bicharnai waly mai sab kuch thaa, . Bewafae na thee

Ghroor

Image
Ghroor kyun na ho bhala mujhy khud par, . . Mujhy os ny chaha hai, Jis kai chahnai waly hazaar thy

Soorat to phir soorat

Image
Mein or os ko bhool jaun kaise baatain karty ho, . . Soorat to phir soorat hai wo naam bhi pyaara lagta hai

bai niqaab hoty

Image
Acha hua gaya waqt wapas nahe ata, . . Warna kitnai log bai niqaab hoty

Zindagi Bewafa hai

Image
Zindagi bewafa hai yai mana magar, . Chor kar rah mai jao gy tum agar, . Cheen launga mai Aasmaa sy tumhy, . Soona hoga na yai do dilo ka Nagar.

Tumhy pyar kary kai nahe

Image
Khaabo mai sajaya tum ko , . Yaado mai basaya tum ko, . milo gy hamai tum janam, . kahin na kahin, sochyngy tumhy pyaar karyn kai nahe..

Sumandar Mein Utarta Hoon Tou Aankhen Bheeg Jaati Hain

Image
Sumandar Mein Utarta Hoon Tou Aankhen Bheeg Jaati Hain Teri Aankhon Ko Parhta Hoon Tou Aankhen Bheeg Jaati Hain Tumhara Naam Likhne Ki Ijazat Chhin Gayi Jab Se Koi Bhi Lafz Likhta Hoon Tou Aankhen Bheeg Jaati Hain Teri Yaadon Ki Khushbu Khirkiyon Mein Raqs Karti hay Tere Gham Mein Sulagta Hoon Tou Aankhen Bheeg Jaati Hain Main Hans K Jheel Leta Hoon Judai Ki Sabhi Rasmein Gale Jab Uss K Lagta Hoon Tou Aankhen Bheeg Jaati Hain Na Jane Ho Gaya Hoon Iss Qadar Hassas Main Kab Se Kisi Se Baat Karta Hoon Tou Aankhen Bheeg Jaati Hain Wo Sub Guzre Hue Lamhat Mujh Ko Yaad Aate Hain Tumhare Khat Jo Parhta Hoon Tou Aankhen Bheeg Jaati Hain Main Saara Din Bahot Masroof Rehta Hoon Magar Junhi Qadam Choukhat Pe Rakhta Hoon Tou aankhen Bheeg Jaati Hain Bare Logon K Oonche Badnuma Aur Sard Mahlon Ko Ghareeb Aankhon Se Takta Hoon Tou Aankhen Bheeg Jaati Hain Tere Kooche Se Ab Mera Ta�alluq Wajbi Sa Hay Magar Jab Bhi Guzarta Hoon Tou Aankhen Bheeg Jaati Hain Hazaron Mausamon

Maa Mera Qasoor Nahi Tha

Image
Maa Mera Qasoor Nahi Tha Ek Uncle Se Toffee Li Thi Hath Mere Jo Sar Par Phera Mai Samjhi Insan Hi Hoga Uski Bhi Koi Beti Hogi Shyad Mere Jaisi Hogi Mujhko Ghar Se Door Le Aya Usne Achanak Lehja Badla Moo Mera Jo band Kiya To Phir Mujhe Kuch Maloom Nahi Tha Maa Mera Qasoor Nahi Tha Ek Uncle Se Toffee Li Thi

Usay Khone Se Darta Tha

Image
Usay Khone Se Darta Tha Bohat Rone Se Darta Tha Phir Ek Din Ye Samajh Aaya Ke Roya Un Ko Jata Hai Bichre Jo Muqaddar Se Ke Khoya Unko Jata Hai Jo Hasil Hon Muyassar Hon Jo Danista Bichar Jaye Usay Roya nahi Karte Jisay Paaya Nahi Ab Tak Usay Khoya Nahi Karte

Kabhi Sahar To Kabhi Shaam Le Gaya Mujh Se

Image
Kabhi Sahar To Kabhi Shaam Le Gaya Mujh Se Tumhara Dard Kayi Kaam Le Gaya Mujh Se Mujhe Khabar Na Hui Aur Zamaana Jaate Howe Nazar Bachaa Ke Tera Naam Le Gaya Mujh Se Usse Ziada Zarorat Thi Ghar Basane Ki Wo Aake Mere Dar o Baam Le Gaya Mujh Se Bhala Kahan Koi Juz us ke Milne Waala Tha Bas Ik Jurrat-e-Naakaam Le Gaya Mujh Se Bas Ik Lamhay Ke Sach Jhoot Ke Aiwz Farhat Tamaam Umar Ka ilzaam Le Gaya Mujh Se

Labon Pe Geet Tou Aankhon Main Khawab Rakhte The

Image
Labon Pe Geet Tou Aankhon Main Khawab Rakhte The Kabhi Kitaboon Main Hum Bhi Gulaab Rakhte The Kabhi Kisi Ka Jo Hota Tha Intazar Hamain Bara Hi Shaam o Sahar Ka Hisaab Rakhte The

Kis tarhan khatam karein unse dil ka rishta mohsin

Image
Kis tarhan khatam karein unse dil ka rishta mohsin Jin se milne ka bhi sochein to duniya bhool jate hain

Insan ka sab se acha dost Allah hai

Image
Insan ka sab se acha dost Allah hai Bohat jaldi maan jata hai Porani batein yaad nahi karwata Apne pas se kabhi wapis nahi lota ta